Beauty


Rangon Ka libaas banya bhagwan ne jab
Socha unonein --- ab, srishti mukammal hui

Kya maaloom tha
Rangon se duniya pheeki Kar lega insaan

Rang gora to rishta pakka
Rang kaala--- isse rehne do
 koi aur dekho

Zara seerat ko bhi samjhein ham
Har baat soorat mein Nahi Hoti

Rang sanwlaa ya gora
Fark tab karta hai
Jab Dil mein ye ghull jaye
Ek Kaala dil
Ek Saaf Dil
Saari Duniya badal deta hai
Ek Burayi se
Ek achhayi se


(JSharma)

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Rasa Theory in Kalidasa’s Abhijnanashakuntalam

The title of the Tamil Epic 'Cilappatikaram'

Abhijnana Shakuntalam (Act1-Act5)