Expression in Mother languages
Seekheingey duniyadaari ham bhi Pehle Nirswaarth Ka putla bankar Bass ik Baar us rotey huye ko chup karwaa kar Kuch bhukhon ko khaana de kar Kuchh bachon ko khilauney de Kar Kuchh samay vridh aashram mein ja Kar Kuchh bimaaron Ka haal poochkar Koshish karengey dwaakhaaney mein chaar paisey daan de Kar Shaamil ho jaayengey Bhagwan Teri duniya mein ik tinka bankar (JSharma) ***** Har saans mein aarzu dam bharti hai Kuchh jaante Hain hakeekat Karna unko Kuchh khwaabon mein hi guzaar lete hain Kuchh seham k Umar kaat lete Hain Kuchh nazar na honey Ka maatam karte hain Saaz bhi wahi rooh chhootein Hain Jo dard ki chingari ko hawa karte hain Vo ibaadat kya kareinge Jinhei zindagi hi saza lagti hai Marz ko baazaar mein numayiish k liye rakha kyon Zinda dilli rakhiye Har lamha saugaat ho Jayega Rohaaniyat ki keemat nahi Ye to man-kundan mein basti hai (Jimmy Sharma) ****** Vo Jo himmat Zinda-dili ki missal thi bujha Di Bina kissi kasoor Vo dhadkegaa ab ...